Agar aap kuwa khudwana chahte hai to ye video aapke liye bahut upyogi hai, kyuki isme kuwa khodne ki aadhunik taknik konsi hai aur purani taknik se iska comparison bhi dikhaya gaya hai.
Dairy farm ke liye pashu kharidte waqt kin baaton ka dhyan dena chahiye? Konsi breed aapke liye best hogi aur kaise pehchaane quality pashu
Jaane mulcher machine ke bare me jo ki kheti me fasalo ke waste management ke liye ek shandar, satik aur fast kaam karne wala equipment hai.
Jaane gilki ki kheti karne ki aadhinik vidhi aur iski buwai se bazar tak ki detail jankari.
Jaane kheti ke liye labhdayak fungus Mycorrhiza ke bare, ki ye kya hai, kitne prakar ka hota hai, kaise istemal karte hai, kya limitations hai aur kya savdhaniyan kisan ko rakhna chahiye Mycorrhiza ke istemal me.
Dairy Farm Ki Zaroori Machinery Kaunsi Hain, Or Yeh Machinery Aapko Kaise Farm Profit Dila Sakti Hai?
Jaane Navranga Phool ki kheti successfully karne ke saral aur satik tarike, is fasal me aane wali risks aur is fasal ka A to Z management.
Jaane Lauki ki unnat kheti se prachand utpadan aur bumper munafa kaise kamaye, lauki ki kheti ki buwai se bazar tak ki jankari.
Is video me lakho ke profit dene wale nursery business ke baare me jankari di gayi hai jaise nursery business kya hai, ise karne ke phayde, limitations, kul kharch etc.
Jaane kheti ke liye bahut hi labhkari hari khad ke baare me, isko taiyar karne ki vidhi, iske phayde, limitations, beej dar aur hari khad banane me kitna kharch aayega etc.